Tujhe kitna dekhu, tujh mein haar baar ek naya hoor sa nazar aata hai, Agar ek pal bhi na Dikhe tu to vo pal bhi mujhe hajaron saalo sa lagta hai By: me π
Roj soch ke aate hai ghr se ki aaj tera didar nhi karenge, tere didar ke baad aapse baat nhi karenge, Par kya karu tujhe dhak har baar aaisa lagta hai ki phali baar mil rhe ho aur mile bhi aaise ki pahali baar mil rhe ho By: me π
Hume kya hua hai bata nhi shakte Apni aap biti kisi ko suna nhi shakte Gumsum bethe hai apne savolo ko leke Kya kare kisi ko suna nhi shakte By: meπ
Kisi ne mujhse kaha ki uski tasveer to dhika, Uski tasveer tujhe kya dhikau uski tasveer dhak ke to chand bhi jal jye aur uski chand jasi sakal aasi bhi nhi ki chupai jye ek tasveer hai kis kis ko dikhai jye By: meπ
Hum kya bataye tumhe dil-e- haal apna, Leke bathe hai hato me hasoro saval apna, Hume kya hua hai kisi ko bata nhi shakte, Apni aap biti kisi ko suna nhi shakte, By: meπ
Tujhe kya yaad karu roj tere bare me sochta hu, Tere didar ke liye roj tujhese sapne me Milta hu, Tere naam se mera din ban jata hai, Aaisa koi din nhi jo tere bare me na socha jye, Aur tujhe baat karke mera dil lag jata hai, By: meπ